LYRICSERA - Download Lyrics

YAAD RAKHEGI DUNIYA movie - ai havaa aa ke thaam le aaNchal

Download YAAD RAKHEGI DUNIYA movie - ai havaa aa ke thaam le aaNchal song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
  Submenu
    Music News
    
Friends
 

Download lyrics :

YAAD RAKHEGI DUNIYA movie - ai havaa aa ke thaam le aaNchal

View all   YAAD RAKHEGI DUNIYA movie lyrics  page
Translate to : Translate to German Translate to French Translate to Spanish Translate to Italian Translate to Russian Translate to Portuguese
Most visited YAAD RAKHEGI DUNIYA movie lyrics :
tere liye saari umar jaagoon most visited lyrics Tere liye saari umar jaagoon song
tooti khidki makadi kaa janglaa most visited lyrics Tooti khidki makadi kaa janglaa song
ai havaa aa ke thaam le aanchal most visited lyrics Ai havaa aa ke thaam le aanchal song
gali gali mein gaanaa most visited lyrics Gali gali mein gaanaa song
o o o, o.., o.. o, o..
( ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2 ) -2

( kaale-kaale baadal se ras barsaati hooN
barkhaa ki booNdoN mein jhoom ke gaati hooN ) -2
sehraa mein bhi jal barsaa dooN
sabki pyaas bujhaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2

la la la la la la -2
aa.., la la la la la la la la la

( parvat se jharnaa banke bahti hooN
lahroN ke darpaN mein haNsti rahti hooN ) -2
titli jaisi uD ke dikhaa dooN
duniyaa ki sair karaa dooN
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2

Send to friends

---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< YAAD RAKHEGI DUNIYA movie - ai havaa aa ke thaam le aaNchal >>
please let us know.
Thank You !

YAAD RAKHEGI DUNIYA movie - ai havaa aa ke thaam le aaNchal  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2008. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
YAAD RAKHEGI DUNIYA movie - ai havaa aa ke thaam le aaNchal song page loading time : 0.018 seconds.