hota hain hota hain pyar mein aksar hota hain -2
apane sanam ke vaaste dil hasta hain kabhi rota hain
khota hain khota hain chain jab yeh khota hain - 2

hota hain ha hota hain
sun o sanam yeh dillagi ban jaaye jab dil ki lagi
ho uss waqt se uss mode se hoti hai shuru nayi zindagi
hota hain hota hain pyar mein aksar hota hain -2
apane sanam ke vaaste dil hasta hain kabhi rota hain
athkeliya naadaniyaan haai anchaahi tanhaaiyaa
ho betaabiyaan bechainiyaan milti hai kabhi ruswaaiya
hota hain hota hain pyar mein aksar hota hain -2
apane sanam ke vaaste dil hasta hain kabhi rota hain
rang pyar ka ek baar jo dil pe zara bhi lag jaaye
ho chaaron taraf chaaron disha phir yaar hi nazar aaye
hota hain hota hain pyar mein aksar hota hain -2
apane sanam ke vaaste dil hasta hain kabhi rota hain
khota hain khota hain chain jab yeh khota hain - 2
apane sanam ke vaaste dil hasta hain kabhi rota hain
hota hain ha hota hain
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << YAAR KA DEEDAR CHAHIYE movie - Hota Hain Hota Hain >>
please
let us know. Thank You !
YAAR KA DEEDAR CHAHIYE movie - Hota Hain Hota Hain
lyrics is property of its respective owners.
LyricsEra, best place for bands, artists, albums, song lyrics and mp3 music
Also Spelt: lyricks lryics lirics lerics lrics lyriks snog lyrecs lyics music lirecs lyrecs lyracs mp3 lurics lyrisc versuri