u: *Slow*: teri chunni pe sitaare, mujhe lage pyaare pyaare
tere gore gore mukhDe pe chhaai laaliyaaN
( teri chunni pe sitaare, mujhe lage pyaare pyaare
tere gore gore mukhDe pe chhaai laaliyaaN ) -2
tu hai sapnoN ki raani, teri chaal mastaani
tere jhoom jhoom kaanoN mein haay naache baaliyaaN
isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay -2
ka: isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay
haay
javaani mastaani haay haay
u: pahli nishaani hoNT raseele, dooji nishaani tere nain nasheele -2
tiji nishaani teraa dil dhaDke haay chauthi nishaani tu Khud bahke
ishq mein de de jo qurbaani, ( isi ko kahen javaani ) -2
javaani mastaani haay haay -2
ka: isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay -2
ka: mere badan mein teri Khushboo, darpaN dekhooN aaye nazar tu -2
aake mujhe tu kah le deevaani, meri to bas yahi kahaani
deen-dharam se hooN begaani, ( isi ko kahen javaani ) -2
javaani mastaani haay haay -2
isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay
haay
javaani mastaani haay haay
u: bachpan bhoole jab laDki ko, masti chhoo le jab laDki ko -2
zikr chhiDe jab maiKhaanoN mein, baat chale jab deevaanoN mein
jiskaa chehraa ho nooraani, ( isi ko kahen javaani ) -2
javaani mastaani haay haay -2
ka: isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay -2
u: teri chunni pe sitaare, mujhe lage pyaare pyaare
tere gore gore mukhDe pe chhaai laaliyaaN
tu hai sapnoN ki raani, teri chaal mastaani
tere jhoom jhoom kaanoN mein haay naache baaliyaaN
isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay -2
ka: isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay -2
u: isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay -2
ka: isi ko kahen javaani -2
javaani mastaani haay haay
haay
javaani mastaani haay haay
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << YALGAAR movie - teri Chunni Pe Sitaare >>
please
let us know. Thank You !
YALGAAR movie - teri Chunni Pe Sitaare
lyrics is property of its respective owners.
LyricsEra, best place for bands, artists, albums, song lyrics and mp3 music
Also Spelt: lyricks lryics lirics lerics lrics lyriks snog lyrecs lyics music lirecs lyrecs lyracs mp3 lurics lyrisc versuri