LYRICSERA - Download Lyrics

TAKKAR movie - Aankhon Mein Basaya Tha

Download TAKKAR movie - Aankhon Mein Basaya Tha song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
  Submenu
    Music News
    
Friends
 

Download lyrics :

TAKKAR movie - Aankhon Mein Basaya Tha

View all   TAKKAR movie lyrics  page
Translate to : Translate to German Translate to French Translate to Spanish Translate to Italian Translate to Russian Translate to Portuguese
Most visited TAKKAR movie lyrics :
aankhon mein basaya tha most visited lyrics Aankhon mein basaya tha song
aankhon mein base ho tum most visited lyrics Aankhon mein base ho tum song
palkein ho khuli most visited lyrics Palkein ho khuli song
murti ganesh ki most visited lyrics Murti ganesh ki song
aankhon mein basaaya tha
(aankhon mein basaaya thaa, tumhein dil mein chhupaaya tha
aankhon mein basaaya thaa, tumhein dil mein chhupaaya tha
jab chahu tumhen dekhu, aaina banaaya thaa) -2
aankhon mein basaaya thaa, tumhein dil mein chhupaaya tha

aankhon mein andhera hai, viraana sehara hai
na jaane mera vo chaand, kis shahar mein utara hai
jine ka bata tu hi, ab kya aramaan karuun
mar jaane ka ai dil, koi saamaan karuun
ik saath jiyenge ham
(ik saath jiyenge ham, kyon khvaab dikhaaya thaa) - 2
jab chaahuun dekhuun, aaiina banaaya tha

kya jaan sakoge tum din kaise guzarata hai
ik pal bhi nahi gujare, haan aise guzarata hai
na chain hi aata hai, na neend hi aati hai
teri yaad aati hai, aakar tadapaati hai
maine to tujhe jaanam
maine to tujhe jaanam palakon pe bithaaya tha - 2
jab chaahuun dekhuun, aaiina banaaya tha

hai e ho o
aankhon mein basaaya tha
(aankhon mein basaaya thaa, tumhen dil mein chhupaaya tha
aankhon mein basaaya thaa, tumhen dil mein chhupaaya tha
jab chaahuun tumhen dekhuun, aaiina banaaya tha ) - 2

Send to friends

---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< TAKKAR movie - Aankhon Mein Basaya Tha >>
please let us know.
Thank You !

TAKKAR movie - Aankhon Mein Basaya Tha  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2008. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
TAKKAR movie - Aankhon Mein Basaya Tha song page loading time : 0.052 seconds.