(woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane) - 2
aate hai yaad humko gujre jamaane
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh chaandani, woh jhilmil sitaare
tanhaayiyon ke mehke nazaare
betaabiyon ki bechain ghadiyaan
woh tera chhupake karna ishaare
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
woh waade karke tera na aana
aane ke baad sau baatein banaana
woh humse jhuti takraar karna
phir due jaake rona rulaana
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
gujre jamaane.........
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << TANHAI (LONELY HEARTS) movie - Woh Raat Din Ke Kisse >>
please
let us know. Thank You !
TANHAI (LONELY HEARTS) movie - Woh Raat Din Ke Kisse
lyrics is property of its respective owners.