LYRICSERA - Download Lyrics

TEZAAB movie - Tumko Hum Dilbar Kyon Maane

Download TEZAAB movie - Tumko Hum Dilbar Kyon Maane song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
  Submenu
    Music News
    
Friends
 

Download lyrics :

TEZAAB movie - Tumko Hum Dilbar Kyon Maane

View all   TEZAAB movie lyrics  page
Translate to : Translate to German Translate to French Translate to Spanish Translate to Italian Translate to Russian Translate to Portuguese
Most visited TEZAAB movie lyrics :
ek do teen most visited lyrics Ek do teen song
ek do teen - male most visited lyrics Ek do teen - male song
so gaya, yeh jahah most visited lyrics So gaya, yeh jahah song
tumko hum dilbar kyon maane most visited lyrics Tumko hum dilbar kyon maane song
keh do ki tum most visited lyrics Keh do ki tum song
a: o tumko ham dilbar kyuN maane
chorus: tumko ham dilbar kyuN maane
a: o kuchh karke dikhaao to jaane
chorus: kuchh karke dikhaao to jaane
a: o.., maanaa ke tum ho thaanedaar
Darte hain dushman aur yaar
arrey Dar Dar ke main itnaa kahooN
chhoDo Daraanaa baar baar
(isko Daraayaa to kyaa kiyaa, usko Daraayaa to kyaa kiyaa) -2
re phoolan devi ko Daraao to jaane, o phoolan devi ko Daraao to jaane
chorus: o phoolan devi ko Daraao to jaane
a: o kuchh karke dikhaao to jaane
chorus: o kuchh karke dikhaao to jaane

s: arrey maanaa tumhaare pyaar mein
naache ye tan, naache ye man
jab naachne ko tum kaho, naache zamin naache gagan
(isko nachaayaa to kyaa kiyaa, usko nachaayaa to kyaa kiyaa) -2
re shridevi ko nachaao to jaane, shridevi ko nachaao to jaane
chorus: o shridevi ko nachaao to jaane
s: tumko ham dilbar kyuN maane
chorus: tumko ham dilbar kyuN maane
s: kuchh karke dikhaao to jaane
chorus: o kuchh karke dikhaao to jaane

a: maanaa ki itni dhoom se jalsaa karaayaa aapne
duniyaa mein jo mashhoor hai, sabko bulaayaa aapne
(isko bulaayaa to kyaa kiyaa, usko bulaayaa to kyaa kiyaa) -2
arrey amitaabh ko bulaao to jaane, o amitaabh ko bulaao to jaane
chorus: amitaabh ko bulaao to jaane
a: o kuchh karke dikhaao to jaane
chorus: kuchh karke dikhaao to jaane

s: arrey maana ki har aashiq teraa, jeetaa hai aisi mauj se, o ho..
teraa ishaaraa paaye to, laD jaaye poori fauj se
(isko laDaayaa to kyaa kiyaa, usko laDaayaa to kyaa kiyaa) -2
re daaraa singh ko laDaao to jaane, daaraa singh ko laDaao to jaane
chorus: daaraa singh ko laDaao to jaane
s: kuchh karke dikhaao to jaane
chorus: o kuchh karke dikhaao to jaane
a: tumko ham dilbar kyuN maane
chorus: tumko ham dilbar kyuN maane
a: o phoolan devi ko Daraao to jaane
s: o shridevi ko nachaao to jaane
a: o amitaabh ko bulaao to jaane
s: daaraa singh ko laDaao to jaane

a: kabhi milne aao to jaane
s: kabhi hamen bulaao to jaane
a: kabhi pyaar jataao to jaane
s: kabhi gale lagaao to jaane
chorus: (tumko ham dilbar kyuN maane
o kuchh karke dikhaao to jaane) -2

Send to friends

---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< TEZAAB movie - Tumko Hum Dilbar Kyon Maane >>
please let us know.
Thank You !

TEZAAB movie - Tumko Hum Dilbar Kyon Maane  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2008. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
TEZAAB movie - Tumko Hum Dilbar Kyon Maane song page loading time : 0.018 seconds.