--MALE--
Hey hey, hmm hmm, aah ha, mm hmm
Eh hey, la la, hmm hmm, eh hey
Aah ha, hmm hmm, hey hey, hmm hmm
Hmm, hey
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai - 2
Abhi to mohabbat ka anjaam hoga
Bada dil nasheen tera andaaz hai - 2
Bada khoobsurat tera naam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
--MALE--
Badi hi sureeli yeh aawaaz hai - 2
Isse sunke dil ko bhi aaraam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Abhi to mohabbat ka anjaam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Yeh masti adaa ki, yeh zulfon ki khushboo
Yeh honton ki laali, yeh baaton ka jaadu
--FEMALE--
Aah aah, aah aah
--MALE--
Deewane sabhi tere mohtaaj hai - 2
Koi na koi tera gulfaam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
Abhi to mohabbat ka anjaam hoga
Bada dil nasheen tera andaaz hai
Bada khoobsurat tera naam hoga
Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << Abhi To Mohabbat Ka >>
please
let us know. Thank You !
ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN - Abhi To Mohabbat Ka
lyrics is property of its respective owners.