--MALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
--FEMALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
Beeta sukh bhi dukh lagta hai
Jab yaadein aati hai
Haan, beeta sukh bhi dukh lagta hai
Jab yaadein aati hai
Bhooli bisri apni saari
Baatein dohraati hai
--MALE--
Aaj bhi meri saanson ko
Teri zulfein mahekaati hai
Lehraati hai, behlaati hai
Deewana sa kar jaati hai
--FEMALE--
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai - 2
Woh galiyan, woh ghar, woh manzar
Yaadon mein aate hain
Haan, woh galiyan, woh ghar, woh manzar
Yaadon mein aate hain
Yeh aansu, yeh dard-e-dil
Yaadon ki saugaatein hain
--MALE--
Door hai tu nazron se
Par mere saamne muskaati hai
Sharmaati hai, ghabraati hai
Deewana sa kar jaati hai
--FEMALE--
Haan, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
--MALE--
Yaad kyoon aati hai, yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Tarsaati hai, tadpaati hai
Deewana sa kar jaati hai
--MALE--
Ho, yaadon se keh do
Yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Yaad kyoon aati hai
--MALE--
Yaad kyoon aati hai
--FEMALE--
Yaad kyoon aati hai
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK - Tarsaati Hai Tadpaati Hai >>
please
let us know. Thank You !
UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK - Tarsaati Hai Tadpaati Hai
lyrics is property of its respective owners.
LyricsEra, best place for bands, artists, albums, song lyrics and mp3 music
Also Spelt: lyricks lryics lirics lerics lrics lyriks snog lyrecs lyics music lirecs lyrecs lyracs mp3 lurics lyrisc versuri