--FEMALE--
Main sochoon haan kar doon, dil bole na kar de
Dil bole haan kar de, main sochoon na kar de
Haan, main sochoon haan kar doon, dil bole na kar de
Dil bole haan kar de, main sochoon na kar de
--MALE--
Raataan hai lambiyaan, baataan adhooriyaan
Haan na ho jaaye to ho jaaye galla puriyaan
Haaiyo rabba haaiyo rabba pyaar diya majbooriyaan - 2
--FEMALE--
Tu mere saamne, main tere saamne
Oh oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh - 2
Jaa apne daaman ko phoolon se tu bhar le
Jeena hai to jee le, marna hai to mar le
Ho, jaa apne daaman ko phoolon se tu bhar le
Jeena hai to jee le, marna hai to mar le
--MALE--
Dil chaahe dil ko aaj de de manzooriyaan
Hum bhi kar le sarkaar ki jihajooriyaan
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << Tu Mere Saamne >>
please
let us know. Thank You !
UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK - Tu Mere Saamne
lyrics is property of its respective owners.