--MALE--
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye
Kab se sambhaala dil ko maine
Dil yeh kahin na kho jaaye
O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye
(Ishq buri hai cheez, maine maana
Par nahin maane yeh dil deewaana) - 2
--FEMALE--
Dard mile chaahat mein, maine jaana
Hai bada mushkil dil ko samjhaana
--MALE--
Yeh pyaar kahan kab hota hai
Jab hona ho tab hota hai
Yeh koi na jaane, haaye
--FEMALE--
Aankh milaate darr lagta hai
Ishq kahin na ho jaaye
Kab se sambhaala dil ko maine
Dil yeh kahin na kho jaaye
O rabba ho, oh oh oh rabba ho - 4
(Aashiqon ko neend nahin aaye
Har ghadi dilbar ki yaad sataaye) - 2
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << Aankh milaate darr lagta hai >>
please
let us know. Thank You !
ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN - Aankh milaate darr lagta hai
lyrics is property of its respective owners.