bhagavat bhagavaan ki hai aarati
paapiyon ko paap se hai praarthi
ye amar granth ye mukhya panth
ye pancham ved niraala
nava jyoti jagaanevaala
hari gaan yahi varadaan yahi
jag ki mangal aarati
paapiyon ko paap se hai praarthi
ye shaantigit paavan punit sa
kop mitaanevaala
hari daras dikhaanevaala
hai sukh karani, hai duhkh harini
madhusuudan ki aarati
paapiyon ko paap se hai praarthi
ye madhur bol, jag phand khol
sanhmaarg dikhaanevaala
bigadi ko banaanevaala
shri raam yahi, ghanashyaam yahi
prabhu ki mahima ki aarati
paapiyon ko paap se hai praarthi
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << HEMANT KUMAR - Bhagavat Bhagavaan Ki Hai Aarati >>
please
let us know. Thank You !
HEMANT KUMAR - Bhagavat Bhagavaan Ki Hai Aarati
lyrics is property of its respective owners.