LYRICSERA - Download Lyrics

PATITA movie - Yaad kiya dil ne kahaan ho

Download PATITA movie - Yaad kiya dil ne kahaan ho song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
  Submenu
    Music News
    
Friends

Download lyrics :

PATITA movie - Yaad kiya dil ne kahaan ho

View all   PATITA movie lyrics  page
Translate to : Translate to German Translate to French Translate to Spanish Translate to Italian Translate to Russian Translate to Portuguese
Most visited PATITA movie lyrics :
yaad kiya dil ne kahaan ho most visited lyrics Yaad kiya dil ne kahaan ho song
kisi ne apna bana ke mujhko most visited lyrics Kisi ne apna bana ke mujhko song
Hemant:
Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum
Lata:
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
(repeat)

Hemant: O, kho rahe ho aaj kis khayal mein
Lata: O, dil fasaa hai bebasi ke jaal mein
(repeat)
Lata: Matlabi jahaan meherbaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2

Hemant: O, raat dhal chuki hai subah ho gayi
Lata: O, main tumhaari yaad leke kho gayi
(repeat)
Lata: Ab to meri daastaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2

Hemant: O, tum humaari zindagi ke baag ho
Lata: O, tum humaari raah ke charaag ho
(repeat)
Lata: Mere liye aasmaan ho tum
Hemant: Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Lata: Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum -2
Hemant: Hm mm mm, mm mm mm
Lata: Hm mm mm, mm mm mm
Hemant: Hm mm mm, mm mm mm
Lata: Hm mm mm, mm mm mm

Send to friends

---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< PATITA movie - Yaad kiya dil ne kahaan ho >>
please let us know.
Thank You !

PATITA movie - Yaad kiya dil ne kahaan ho  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2008. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
PATITA movie - Yaad kiya dil ne kahaan ho song page loading time : 0.018 seconds.