LYRICSERA - Download Lyrics

NAYA AADMI movie - Laut Gaya Gam Ka

Download NAYA AADMI movie - Laut Gaya Gam Ka song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
  Submenu
    Music News
    
Friends

Download lyrics :

NAYA AADMI movie - Laut Gaya Gam Ka

View all   NAYA AADMI movie lyrics  page
Translate to : Translate to German Translate to French Translate to Spanish Translate to Italian Translate to Russian Translate to Portuguese
Most visited NAYA AADMI movie lyrics :
laut gaya gam ka most visited lyrics Laut gaya gam ka song
he: a a a a
la: a a a a

la: laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana
he: laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana

he: duur gagan mein dekho chamke
aashaaon ke taare aashaaon ke taare
jhilmil pyaare pyaare
la: badli mein chhupkar taaron ke sang
chanda kare ishaare chanda kare ishaare
do: kiski lagan me aaj pavan hain
baagon mein ithalaati

laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana

la: raat nayi har baat nayi hain
naya naya hai zamaana
kaisa sama suhaana
kaisa sama suhaana
he: gaaye chandaniya dheere dheere
preet bhara afsaana
preet bhara afsaana
la: aaj mere chote se man mein
aasha hai muskaati

do: laut gaya gam ka zamaana
aai khushi lehraati
laut gaya gam ka zamaana

Send to friends

---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< NAYA AADMI movie - Laut Gaya Gam Ka >>
please let us know.
Thank You !

NAYA AADMI movie - Laut Gaya Gam Ka  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2008. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
NAYA AADMI movie - Laut Gaya Gam Ka song page loading time : 0.019 seconds.