LYRICSERA - Download Lyrics

RANGEELA movie - Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna

Download RANGEELA movie - Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
  Submenu
    Music News
    
Friends

Download lyrics :

RANGEELA movie - Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna

View all   RANGEELA movie lyrics  page
Translate to : Translate to German Translate to French Translate to Spanish Translate to Italian Translate to Russian Translate to Portuguese
Most visited RANGEELA movie lyrics :
yaaron sun lo zara haan apna ye kehna most visited lyrics Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna song
hai rama ye kya hua most visited lyrics Hai rama ye kya hua song
pyaar ye jaane kaisa hai most visited lyrics Pyaar ye jaane kaisa hai song
rangeela re most visited lyrics Rangeela re song
tanha tanha yahan pe jeena most visited lyrics Tanha tanha yahan pe jeena song
kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay most visited lyrics Kya karein kya na karein ye kaisi mushkil hay song
Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Gaadi bangla nahin na sahi na sahi
Bank balance nahin na sahi na sahi
TV video nahin na sahi na sahi
Suiting shirting nahin na sahi na sahi
Inki humko kyon ho fikar
Jee lo jaise mast kalandar

Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Gaadi bangla agar ho to kya baat hai
Bank balance se rangeen din raat hai
TV video agar hai to kya hai maza
Dressing hessing se kuchh aur thaath hai
Inki karlo kuchh to kadar
Yaaro thoda jaao sudhar

Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
Jeena ho to appun ke jaise hi jeena

Humko dekho hum hain yaara apni marzi ke raaja
Duniya bole to maza hai na kaho khud ko raaja
Naam appun ka munna bhai hum kmarein vo jo dil mein samaaye
Arre dhanda kiya na kiya kya fikar
Kaun aaya gaya duniya mein kya khabar
Is duniya se tum jo rahe bekhabar
Kabhi duniya tumhein na bhulaaye

Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Gaadi bangla nahin na sahi na sahi
Bank balance nahin na sahi na sahi
TV video nahin na sahi na sahi
Suiting shirting nahin na sahi na sahi
Inki karlo kuchh to kadar
Yaaro thoda jaao sudhar

Kal ka kya hai kisne dekha hum to aaj mein jeete hain
Jinmein himmat hai nahin vo aisi baatein karte hain
Uski to tum baat na karna humko dada sub kehte hain
Arre sheron ke jaisa hai apna jigar
Ooncha hi raha hai sada apna sar
Sar se jyaada oonchi rahe ye nazar
Aasmaan bhi to sar ko jhukaye

Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
Jeena ho to appun ke jaise hi jeena
Gaadi bangla agar ho to kya baat hai
Bank balance se rangeen din raat hai
TV video agar hai to kya hai maza
Dressing hessing se kuchh aur thaath hai
Inki humko kyon ho fikar
Jee lo jaise mast kalandar

Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
Hey jeena ho to appun ke jaise hi jeena

Send to friends

---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< RANGEELA movie - Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna >>
please let us know.
Thank You !

RANGEELA movie - Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2008. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
RANGEELA movie - Yaaron sun lo zara haan apna ye kehna song page loading time : 0.019 seconds.