(chupke chupke, rukte rukte
maine dekhaa, tune dekhaa
jaadoo koi chal hi gayaa) -2
aa haa haa haa haa haa haa haa
(vo halki-halki si, muNh pe laali
pahle milan ki) -2
mujhe vo ab tak yaad hai, raat gulshan ki -2
o o o o
chaaNdni thi, raagini thi
maine dekhaa, tumne dekhaa
jaadoo koi chal hi gayaa
chupke chupke, rukte rukte
maine dekhaa, tune dekhaa
jaadoo koi chal hi gayaa
aa.. aa aa aa aa..
haa, haa haa-haa, haa, haa haa-haa
(ulajh ke nainoN kaa, kuchh na kahnaa
chhup chhup jaanaa) -2
vo haath meraa thaam ke teraa ruk jaanaa
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << PAYING GUEST movie - Chupte Chupte Rukte Rukte >>
please
let us know. Thank You !
PAYING GUEST movie - Chupte Chupte Rukte Rukte
lyrics is property of its respective owners.