Jawaan ho yaaron ye tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Jawaan ho yaaron ye tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Zamaana abhi hai khaali haath
Na honge sada ye din raat
Kabhi to banegi apni baat
Arre yaaron mere pyaaron meri maano dildaaron
Jawaan ho yaaron ye tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Zamaana abhi hai khaali haath
Na honge sada ye din raat
Kabhi to banegi apni baat
Arre yaaron mere pyaaron meri maano dildaaron
Mehnat se mile jo uspe guzaar
Dooje ke maal ko thokar se maar
Aayegi idhar bhi ek din bahaar
Ho gaya ye zamaana bemisaal
Zamaana abhi hai khaali haath
Na honge sada ye din raat
Kabhi to banegi apni baat
Arre yaaron mere pyaaron meri maano dildaaron
Isko chhoona nahin hey raam raam
Ye to hai paap ki gathri tamaam
Kab ye rut badal jaaye kisko khabar
Lag jaayein humein bhi sone ke par
Phir aise udenge hum sab yaar
Gulon se lagegi motor car
Haseena hogi gale ka haar
Arre yaaron mere pyaaron meri maano dildaaron
Jawaan ho yaaron ye tumko hua kya
Aji humko dekho zara
Zamaana abhi hai khaali haath
Na honge sada ye din raat
Kabhi to banegi apni baat
Arre yaaron mere pyaaron meri maano dildaaron.
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << UDIT NARAYAN & VIJEYTA PANDIT - Arre Yaaron Mere Pyaaron >>
please
let us know. Thank You !
UDIT NARAYAN & VIJEYTA PANDIT - Arre Yaaron Mere Pyaaron
lyrics is property of its respective owners.
LyricsEra, best place for bands, artists, albums, song lyrics and mp3 music
Also Spelt: lyricks lryics lirics lerics lrics lyriks snog lyrecs lyics music lirecs lyrecs lyracs mp3 lurics lyrisc versuri