mukh pe ghuunghat nainon mein rasiyaa
man hii man muskaauun -2
dil kii batiyaan tuu hii samajh le
main kaise batalaauun -2
jiyaraa moraa laraje badan moraa kaanpe
ghuunghat nahiin ...
naache ang-ang muralii kii dhun par
gaae man matavaalaa -2
dil par more tuune balamavaa
kaisaa jaaduu Daalaa -2
jiyaa ko more luutaa baansuriyaa bajaike
ghuunghat nahiin ....
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in << Ghuunghat Nahi Kholungi >>
please
let us know. Thank You !
LATA MANGESHKAR - Ghuunghat Nahi Kholungi
lyrics is property of its respective owners.