LYRICSERA - Download Lyrics
LATA MANGESHKAR - do hanso kaa jodaa
Download LATA MANGESHKAR - do hanso kaa jodaa song lyrics
Search for Lyrics


(4 chars min please)




 
Submenu
  Music News
    
Friends
 

Download lyrics :

LATA MANGESHKAR - do hanso kaa jodaa

View all   LATA MANGESHKAR lyrics  page
Translate to :   Translate to German   Translate to French   Translate to Spanish   Translate to Italian   Translate to Russian   Translate to Portuguese

Share link for email & im :


Share link for websites and blogs :


Share embed for websites and blogs :

Rate this song: 10 
do hanso kaa jodaa bichhad gayo re
gajab bhayo raamaa, julam bhayo re

moraa sukh chain bhee, jeewan bhee moraa chhin liyaa
paapee sansaar ne saajan bhee moraa chhin liyaa
piyaa been tadape jiyaa, ratiyaa bitaaoo kaise
birahaa kee aganee ko asuan se buzaaoo kaise
jiyaa moraa mushkil mein pad gayo re

raat kee aas gayee, din kaa sahaaraa bhee gayaa
moraa sooraj bhee gayaa, moraa sitaaraa bhee gayaa
pareet kar ke kabhee pareetam se naa bichhade koee
jaisee ujadee hoo mai, ayese bhee naa ujade koee
banaa khel moraa bigad gayo re

jeete jee chhodoongee saiyyaa naa dagareeyaan toree
beet jaayegee yoo hee saaree umareeyaan moree
nainon se hotee rahegee yoo hee barasaat balam
yaad mein rotee rahoongee teree dinaraat balam

nagar more man kaa ujad gayo re
Most visited LATA MANGESHKAR lyrics :
Aye mere watan ke logo [has video]
Aapki nazron ne samjha
Abhi toh main jawan hoon
Aaja sanam madhur chandni mein hum
Hum bhool gaye re har baat
Kahin kahin se har chehra
Ek tu hi bharosa
Aankhein khuli ho ya ho band
Tu jahan jahan chalega
Aaja piya tohe pyaar doon
Saat samundar paar ke

Send to friends
---------------------------------------------------------------------------------------------
If you find any error in
<< do hanso kaa jodaa >>
please let us know.
Thank You !

LATA MANGESHKAR - do hanso kaa jodaa  lyrics is property of its respective owners.


 

© LyricsEra 2005 - 2010. All rights reserved.

 
LyricsEra Newest Lyrics Top Lyrics All Lyrics Guestbook Contact Sitemap Links Privacy
LATA MANGESHKAR - do hanso kaa jodaa song page loading time : 0.034 seconds.