Alka Yagnik

Alka Yagnik - Chhota Sa Mann Hai lyrics

Your rating:
--FEMALE--

Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai - 2

Sanam ek khwaab hai - 2

Khwaab hai bas khwaab hai, khwaab hai

Khwaab hai



--MALE--

Kya yahi ishq hai, kya yahi ishq hai

Ishq ek behta dariyaa jo kabhi na thama

Ishq ek aisa sapna jo na haasil hua

(Gar ishq hai Khuda to Khuda

Dard deta hai kyoon) - 2



--CHORUS--

Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq - 2



--FEMALE--

(Aaa, aaa, aaa aaa aaa, aah)

Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai

Chhota sa mann hai



Hmm hmm hmm hmm, hmm hmm hmm hmm

Hmm hmm hmm hmm, mmm

(Aankhon mein jo sapna tha

Lagta kitna apna tha) - 2

Dil ki nagri mein rehta tha

Saanson mein phoolon sa khilta tha

Chhota sa mann hai, aa, mann mein sanam hai

Chhota sa mann hai



--MALE--

Ishq patta patjhad ka jo kahin na tika

Ishq aansu aankhon ka jo rukaaye na ruka

(Gar ishq hai Khuda to Khuda

Dard deta hai kyoon) - 2



--CHORUS--

Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq - 2



--FEMALE--

(Aaa, aaa, aaa, aah aaa aah)

Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai

Chhota sa mann hai



--MALE--

Aaa, aaa, aaa

Re pa pa, re pa pa pa pa re pa re pa



Yeh zindagi kal tere naam thi

Khushi ka paigaam thi

Aaj na tu hai na tera saath hai

Tera chhoda hua har lamha paas hai

Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai - 2

Sanam ek khwaab hai - 2

Khwaab hai bas
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Galician

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found