Kishore Kumar

Kishore Kumar - Tera Saath Hain Kitna Pyara lyrics

Your rating:
tera saath hai itana pyaara  -2 

kam lagta hai jeevan saara 

tere milan ki lagan mein 

hamein aana padega duniya mein dubaara  -2 



maine tan man tujh par vaara 

pyaas bujhi na karke nazaara 

tere milan ki lagan ... 



jitni tujhamein hai ada ( utni hi vafa )  -2 

jitna jahaan mein pyaar hai ( tujhse mujhe mila )  -2 

badhti hi jaaye ye betaabi badhti jaaye ye betaabi 

jitana karoon nazaara 

hamein aana padega ... 



pyaar ke ek ek pal pe hain ( sau jeevan qurbaan )  -2 

pyaar kabhi marta nahi ( marte hain insaan )  -2 

pyaar usi ka jeevan hai jo tere saath guzaara 

hamein aana padega ...
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Galician

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found