Kumar Sanu

Kumar Sanu - Abhi Tum Ho Kamsin lyrics

Your rating:
abhi tum ho kamsin abhi dil na maango - 2

kahi kho dogi tum meri baat maano meri baat maano

hmm tumne kuchh kahaan 

kamsin toh hain par naadaan nahi hain - 2

dil hamko de do aaise na taalo meri baat maano

abhi tum ho kamsin abhi dil na maango - 2

kahi kho dogi tum meri baat maano meri baat maano

tumne kuchh suna

nahi toh



dil ka yeh lena dena bas mein kahaan hain

mohabbat ka dushman sara jahaan hain

kuchh toh qaraar do bechainiyon ko

aaon mitaa do inn duriyon ko

durr hai manzil khud ko sambhalon

meri baat maano

abhi tum ho kamsin abhi dil na maango - 2

kahi kho dogi tum meri baat maano meri baat maano

hey hey hey....

haa haa haa

laa la la la la



zamane se darr kya tum ho hamare 

yun na sataaon de do sahaare

abhi yeh sahaaren mumkin nahi hain 

pyar se zaroori kaam aur bhi kai hain

karo na bahaane gale se laga lo meri baat maanon

abhi tum ho kamsin abhi dil na maango - 2

kahi kho dogi tum meri baat maano meri baat maano

kamsin toh hain par naadaan nahi hain

dil hamko de do aaise na taalo meri baat maano

hey hey hey....

haa haa haa

laa la la la la

tumne kuchh kahaan
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found